Teri yaad nahin aati aisa kabhi na sochna , tere bin mann mera bhi nahi lagta
Bas Zindagi me mukaam haasil karne ki jaddo-jehat mein humko samay nahin milta
Ye Zindagi teri amaanat hai , mujhe ehsaas hai iss baat ka
Yahi sochta rehta hun ki kab mai tujhe thoda bhi lauta paaunga
Chalta raha hu abhi tak bina rukey , chahe kitna bhi dard hua hoga
Yahi prarthna hai mere maalik se
Tera saath bana rahe humesha , aur pyar tera beshumaar
Tab mere zindagi mein manzil paane ka maza kuch aur hoga
Tera shukriya ae mere maula tu jahan bhi hai
Aisi maa paa kar maine paayi teri anmol zhalak.
Marna pade toh marr jaunga
Par jaane se pehle tera naam karna chahunga

Beautiful.. try writing it in Hindi script.. the effect would be better.. :)
ReplyDeleteThanx :)
DeleteAdvice taken.